Hello dosto is post me Hum baat kr rhe he blog ke SEO ki search engine optimization.
Blog ka SEO kese karte he, blog ko renk kese kare, Type of SEO, new best SEO strategy 2020. Is sabhi baato pr hum us post me charcha karange.
Muje umeed he ki is post ko पढ़ाने ke baad aap apne blog ko dangh se SEO friendely bna sakte he.
Yadi aapke dimak me koi question ho to aa comments jarur kare.
Subse pahale hum jaan lete he ki SEO hota ky he.
Hum apna blog bna ke uspe artical likh kr rakh dete he pr kbhi nhi sochate he ki visitors humari blog post tk kese aata he.
TO ye hi he SEO ka kaam.
Blog likh lene ke baad blog pr traffic laane kaa kaam he SEO ka Search engine optimization ka.
Hum subhi jante he ki Google or bing dono bohut bade search engine he.
Or humare desh hi nhi balki subhi desho me is kisi bhi jankari ko in dono search engine pr hi dekha jata he.
Or humari post is search engine pr दिखाई deti he ye sub SEO ka Kamal he. .
Ab aap SEO hota ky he ise samaj gye honge.
Humare blog ka seo bhi do trah se hota he. Jinhe hum type of seo - Search engine optimization ke under me btaa rhe हे .
Off page SEO
Ab baat karte he On page SEO - Search engine optimization ki.
Jub aap blog likhate he use publish kr lete he to subse pahale baari aati he Off page search engine optimization ki.
Off page SEO kai strategy pr Juda hota he. Is post me me aapko simpal off page SEO tips ko shear karunga.
Jub aap post likhna shuru karte he to subse pahale keyword research se sharuwat kare.. Keyword ky hota he? / keyword hota ky he ?
Jub aap Google pr koi cheej search karte he to aap jo bhi word likh kr search karte he use hi keyword kahate he.
Example - : Agar aap crime story padhna chahte he to aap type karange, "crime story in hindi". Jo ki ek keyword he.
Esi hi aap jis bhi topic ke baare me post likh rhe he, to use Google me dhondne ke liye aap kon se word use karne wale he use hi keyword kahate he.
Keyword research ke liye bohut sare paid tool uplabdh he.
Prantu aap agar new blogger he to aap free tools jese ubbersegsee, Google keyword planer aadi ka इस्तेमाल kr sakte he.
Blog ka title bhi SEO ke liye bohut important he. Jub aap Google pr koi cheej search karte he to jo 1st result aata he to aap uske title dekh kr use click karte he.
Isi liye title bhi SEO - search engine optimization, friendly hona chahiye.
Titel ki length lugbagh 70/80, word hona chahiye.
Title me pahale ya last me main keyword or beech me focus keyword ( milta julta) keyword hona chahiye. Yadi aap is tips se blog ka title likhe he to Aapka title full seo friendly he.
Meta description blog ke title ke trah hi seo ke liye jaruri he.
Meta description ki length lugbagh 150 word honi chahiye.
Mets description me kam se kam 3 baar Aapka keyword hona chahiye, apna meta description esa likhe jise padhkar aapke post ko bhi पढ़ाने ka mun kare.
Jub aap apne post ko likh rhe ho tub aake apne post me keyword ko headings se jarur lana chahiye jisse Aapka keyword saaf dikh rhaa ho
Heading, subheadings, miner heading, me subhi me keyword ka use kare.
Jab aap apne blog me internal linking
karte he to aap usme bhi keyword ka use kare, his word pr aap linking
karte he use hi anchor text kahate he.
Ye kuch basic Off page search engine optimization strategy he yadi aap inhe apne blog me shamil karange to aapke blog ki reniking jarur boost hoti.
Jo kuch bhi aap apne blog ke liye post ke liye online karte he use hum on page seo optimization kahate he. Iske bhi 2type hote he
Black heat seo
Is post me hum black heat seo jesi koi bhi tips शेयर nhi kr rhe he.
Backlink bhi 2 type ki hoti he. DO follow No follow
DO follow - jub Google ka crowler aapke blog se kisi दूसरे ke blog pr yaa kisi दूसरे ke blog se aapke blog pr aa jata he use link ko do follow backlink kahate he.
No follow backlink me Google ka crowler link se hote huyr दूसरे post pr nhi jata use, link. Me hi no follow tag luga kr stop kr diya jata he use no follow kahate he.
Backlink seo ko liye bohut jaruri hoti hr.
SEO ke liye do follow or no follow dono link jaruri hoti he.
Jub aap post ko likh le to aap apne post ko sabhi social media pr shear jarur kare jisse
Whan ka trrefic bhi aapke blog pr aaye.
Important note :-- social media pr yadi aap apne post ko shear karte he to asks post google pe jaldi index hota he jo ki subse jyada payade mind sabit ho sakta he.
Blog ko Google pr renk kese kare?
Yadi aap apne blog pr uper di ghi sari tips seo sambandhit tips शेअर karte he to usse aapke post ko renk hone. Me kum time lugega. Or aasani se aake keyword Google pr renk होंगे.
Conclusions - is post me humne blog ka seo kese kare, what is seo, blog ko Google pr renk kese kare, in sabhi baato pr charcha kihe ydi aapko abhi bhi seo se sambandhit koi question he to aap muje comments kr sakte he, muje aapki help karne me bohut khusi hogi.
Me aap liye SEO se sambandhit new artical published karunga jisse aapko poori madad mill sake.
Or yadi aapko humara post pasand aaya ho to aap post ko shear jaruru kr sakte he.
Blog ka SEO kese karte he, blog ko renk kese kare, Type of SEO, new best SEO strategy 2020. Is sabhi baato pr hum us post me charcha karange.
Muje umeed he ki is post ko पढ़ाने ke baad aap apne blog ko dangh se SEO friendely bna sakte he.
Yadi aapke dimak me koi question ho to aa comments jarur kare.
Subse pahale hum jaan lete he ki SEO hota ky he.
Blogging tips |
What is SEO - Search engine optimization?
Hum apna blog bna ke uspe artical likh kr rakh dete he pr kbhi nhi sochate he ki visitors humari blog post tk kese aata he.
TO ye hi he SEO ka kaam.
Blog likh lene ke baad blog pr traffic laane kaa kaam he SEO ka Search engine optimization ka.
Hum subhi jante he ki Google or bing dono bohut bade search engine he.
Or humare desh hi nhi balki subhi desho me is kisi bhi jankari ko in dono search engine pr hi dekha jata he.
Or humari post is search engine pr दिखाई deti he ye sub SEO ka Kamal he. .
Ab aap SEO hota ky he ise samaj gye honge.
SEO tips for beginners |
Type of SEO - search engine optimization.
Humare blog ka seo bhi do trah se hota he. Jinhe hum type of seo - Search engine optimization ke under me btaa rhe हे .
Off page SEO
On page SEO
Ab baat karte he On page SEO - Search engine optimization ki.
Off page SEO - search engine optimization.
Jub aap blog likhate he use publish kr lete he to subse pahale baari aati he Off page search engine optimization ki.
Off page SEO kai strategy pr Juda hota he. Is post me me aapko simpal off page SEO tips ko shear karunga.
1step - off page SEO strategy - keyword research
Jub aap post likhna shuru karte he to subse pahale keyword research se sharuwat kare.. Keyword ky hota he? / keyword hota ky he ?
Jub aap Google pr koi cheej search karte he to aap jo bhi word likh kr search karte he use hi keyword kahate he.
Example - : Agar aap crime story padhna chahte he to aap type karange, "crime story in hindi". Jo ki ek keyword he.
Esi hi aap jis bhi topic ke baare me post likh rhe he, to use Google me dhondne ke liye aap kon se word use karne wale he use hi keyword kahate he.
Keyword research ke liye bohut sare paid tool uplabdh he.
Prantu aap agar new blogger he to aap free tools jese ubbersegsee, Google keyword planer aadi ka इस्तेमाल kr sakte he.
2step - off page SEO strategy - Blog ka title kese likhe.
Blog ka title bhi SEO ke liye bohut important he. Jub aap Google pr koi cheej search karte he to jo 1st result aata he to aap uske title dekh kr use click karte he.
Isi liye title bhi SEO - search engine optimization, friendly hona chahiye.
Titel ki length lugbagh 70/80, word hona chahiye.
Title me pahale ya last me main keyword or beech me focus keyword ( milta julta) keyword hona chahiye. Yadi aap is tips se blog ka title likhe he to Aapka title full seo friendly he.
3step - off page SEO strategy - Meta Description
Meta description blog ke title ke trah hi seo ke liye jaruri he.
Meta description ki length lugbagh 150 word honi chahiye.
Mets description me kam se kam 3 baar Aapka keyword hona chahiye, apna meta description esa likhe jise padhkar aapke post ko bhi पढ़ाने ka mun kare.
4step - off page SEO strategy - heading
Jub aap apne post ko likh rhe ho tub aake apne post me keyword ko headings se jarur lana chahiye jisse Aapka keyword saaf dikh rhaa ho
Heading, subheadings, miner heading, me subhi me keyword ka use kare.
5 step - off page SEO strategy - anchor text
Ye kuch basic Off page search engine optimization strategy he yadi aap inhe apne blog me shamil karange to aapke blog ki reniking jarur boost hoti.
Blog seo techniques |
Next step, :- ON PAGE SEO OPTIMIZATION
Jo kuch bhi aap apne blog ke liye post ke liye online karte he use hum on page seo optimization kahate he. Iske bhi 2type hote he
Black heat seo
White heat seo
Is post me hum black heat seo jesi koi bhi tips शेयर nhi kr rhe he.
White heat seo.
Jub hum apne blog ke liye blog post ke liye sabhi legel tarike se trrefic banate he un sub tips ko hum white heat seo kahate he.1 step of on page SEO.- BACKLINK.
Backlink, job koi visitor kisi दूसरे blog se kisi link dwara apke blog post tk aata he to use us माध्यम ko backlink kahate he.Backlink bhi 2 type ki hoti he. DO follow No follow
DO follow - jub Google ka crowler aapke blog se kisi दूसरे ke blog pr yaa kisi दूसरे ke blog se aapke blog pr aa jata he use link ko do follow backlink kahate he.
No follow backlink me Google ka crowler link se hote huyr दूसरे post pr nhi jata use, link. Me hi no follow tag luga kr stop kr diya jata he use no follow kahate he.
Backlink seo ko liye bohut jaruri hoti hr.
SEO ke liye do follow or no follow dono link jaruri hoti he.
Social media :- on page seo

0 Comments