Hello Dosto kaise ho aap sab humra ajj ka post hai ki moblie se kaise blogging kar sakte hai. ajj ke time me bhot se log aap na blogging me carrier start na chate hai. par hun ke pass Laptop ya computer lene ke paise ni hote. yeh blog hun log ke liye bhot beneficial hoga jo log mobile ka use kar ke blogging kar na chate hai.

Ajj  ke time har kisi ke pass Android moblie hai jis ki help se aap blogging kar sakte hai. blogging aap smart phone se hi kar sakte hai simple moblie se blogging ni kar sakte.fer v hum aap ko kehte hai ki agar aap ke pass paise hai to aap loptop ya computer jarur le kyu ki hus me aap apne blog ko ache trike se deign kar sakte hai agar aap ni le sakte to moblie ka use kar sakte hai.
 
   
mobile se blog bane ke liye aap blogger ya WordPress ka use kar ke blog bana sakte hai.blogger me blog bane asan hota hai kyu ki kise tool use kar na easy hota hai or ye puri tara se free hota hai. WordPress me blog bane ke liye aap ko hosting leni hogi or es me kafi sakre plugin mil jate jis se seo me kafi hlepfull hote hai. 

To chaliye jante ki mobile se blogging kaise kar sakte hai es ke liye hume kon se chezo ki zarurat hai.kon se aap ka use es me kar sakte hai hum aap es ke bare me puri jankari aap ke sath share kare ge ta ki aap koi blog bane me koi problem na ho.or es post se puri se satisfied ho sake.



Mobile se blogging kaise kare  (How to  star blogging for moblie) 

                                          
Moblie se blog bane ke liye kiss kiss chiez ki jarurat hai hus ke bare me jante hai.

            
1. Smart Phone 

2. Internet Connection 

3. Image Editing Apps

4. Google Adsense Apps

5. Google Chrome browser 

6. blogger Android Apps 

7. WordPress Android Apps 


Yeh jo Apps ke bare me hum baat kar ne ja rahe hai  en ke use se aap blogging kar ne asan hogi
Yeh Sari apps Google play store me mil jaegi jise free me download kar sakte hai.

1. Google Chrome browser 
Google Chrome browser Apps mobile se blogging kar ne ke liye bhot helpful hogi kyu ki es me internet ki speed achi milti hai kafi kam internet data use hota hai. yeh apps Google play store se download kar sakte hai yeh bilkul free apps hai agar opera mini or  UC Browser me blogging kar na chate hai to use me aap ko bhot problem hogi.

2. Internet connection

Blogging me jada tar kam internet ka hi hai Internet ke bina blogging ni kar sakte. Internet connection Aap ke pass hona chahiye internet ki speed achi ho to behtar hai kyu ki speed achi na huei to aap ka kafi kimti time karab ho jata hai internet se hi apne blog post ko publish kar sakte hai hor hus pe images be uplode kar sakte hai jis se blog ke seo me bhot help hogi.

3.Image Editing Apps

Vese to edit karne ke liye bhote se Apps hai jis ke use image ko jese chao bana sakte hai. par me apne experience se kehta hu ki  Picsart or Canva or Image Editer jesi apps ko downlode kar sakte hai ye bhot hi achi apps hai.

Main khud be ye apps ko use kar ta hu ye bhot easy tarike se use kar sakte hai es ke bhot achi images bana sakte hai. aap agar jana chate ki aap kis tarike se blog ke liye image edite kar sakte hai to hum hus ke liye be post like ge ya free google me phale se kafi post hai aap hun ko dekh sakte hai.


4. Google Adsense Apps

Google Adsense Apps ke blog ki  earning cheak kar  sakte hai. es se blog ka pageview kitana mila hai. CTR kiya thi, ad impression kitne mila, CPC kiya tha or dusre status be cheak kar sakte hai. ye Apps Google play store se downlode kar kate hai. kyu ki es app ke blog pe ki gi app ki mehant se jo earning hus se cheak kar sakte hai. jahir hai ki aap ne blogging income kar ne ke liye start ki hogi.

5. Blogger Android Apps 

Blogger Android apps Aagr aap ka blog blogger.com ya blogsport.com hai to es app se new post likh kar use blog me uplode kar sakte hai use me images add kar sakte hai. Purani post ko update kar sakte ho. post ke status ko be cheak kar sakte hai.koi blog ki setting me koi change kar skate hai.

Yeh App ko aap Google play store se downlode kar ke use kar sakte hai blog ki status cheak kar sakte hai.

6.WordPress Android Apps

Agar aap ka blog wordPress par hai to es app ki help se apna blog me new post add kar sakte hai old post me changer kar skate hai. new post me setting kar sakte hai. par wordPress par aap ka blog hai to aap ek second hand computer buy kar li jiye.

WordPress par blog likh ne ke liye bhot hlepful plugin hote hai to seo me aap ki kafi kam aa sakte hai. jise mobile se karne me kafi problem hoti hai.
Yeh ni hai ki aap mobile se WordPress use ni kar sakte. par mobile se apne blog ko ache trike se deign ni kar sakte hai. Vese Yeh Apps aap ko Google play store se downlode kar sakte hai.

Author post Bio

Yeh ta mobile se blogging kaise kare puri detail aap ke sath share ki hai es post me mene jo apps aap ko baate hai hun ka use kar sakte hai yeh bhot hi ache apps hai es ke alwa aap ko koi hor app downlode kar ne ki koi jarurat ni hai.

Agar aap ko mere duara di gi jankari pasand aaei hai es post ki social media Twitter, Facebook, Whatsapp. Instagram pe apne friends ke sath share kare taki jada se jada log moblie se blogging kar sake computer ya laptop na hone ke karn blogging ka sapna adura na reha jaee.

Agar aap mere es post me koi problem aa rahi hai ya aap mujse kuch puchan chate hai ya aap koi apni raahe dena chate hai to plz muje comment kar ke bata sakte hai.   (danayabad)