Blogging tips for beginners
Hello dosto jese aapne blog
ke title me padh hi liya hoga ki ye post
blogging tips for beginners.
life time income pane ke liye
paane ke liye create a great blog ke baare me likha gyaa he.
Dosto yadi aap online income
ya earn money online ke baare me soch rhe he.
TO blogging subse achaa rasta he.
Online income karne ka.
How to create a blog.
Blogging tips for beginners, Iske bare me me is post likh chuka hun.
Is post me hun baat karange
ki blogging ko carrier ke roop me kese chune.
Blogging as a carrier
Dosto blog banana ek alug
cheej he hur koi blog bna sakta he or
blogger bn sakta he.
Prantu kuch log hi blogging
ko apne carrier ke roop me चला pate he.
Iska karan bhi me aapko
bataunga.
Blogging se life time carrier
banane ke liye aapko bohut hard work ki jarurat he.
Blogging ghar me bethe huye
rupye kamane ka aasan तरीका he prantu ye itna bhi aasan nhi he.
Yadi aap blogging ko apna
carrier banana chahte he to subse pahale
aap in step ko follow kare.
1 step of best blogging tips
Blog create karne se pahale
aap apne blog ke topic ko dang se soch
samaj ke Chun le.
Iska karan ye he q ki yadi
jis topic pr aap likhtr he usme aapki पकड़ achi hogi to aap bohut saare artical likh sakte he.
Prantu yadi aap kisi alag
topic ke baare me likh the he to aap
50, artical likhne ke baad us topic se
boor ho jayange or blog ko vese hi chod denge.
Jisse blog ka carrier khraab
ho jayega.
Yadi aap blog ko banate he to
uske topic ko esa chine jise aap 1000, / 500 post aasani se likh sake.
Q ki yadi aapki पकड़ se बाहर ka topic hoga to aap nhi likh payanhe or blog band ho
jayega.
Dosto beginner blogger humesa
esa hi glati karte he jisse unka time or meahnat dono khraab ho jati he.
2 step or blogging tips for beginners
Humesa beginner blogger kaam
se bachne kr liye दूसरे blog ke artical ko copy pest kr translation kr apne
blog post me daal lete he jisse vo post
ko likh lete he prantu apna
Time khraab karte he.
Q ki Iske baad unke blog pr
copyright wala ishu aa jata he jisse blog band ho jata he.
Yadi aap carrier ki trah
blogging ko lena chahte he to aap copy pest wala kaam bilkul na kare.
Blog ka SEO kese kare ?
3 step of blogging tips for beginners
Dosto blogging me kai blogger apne blog pr hur topic se sambandhit
post likhate he jisse unke blog me post
to badh jate he prantu trrefic nhi aata.
Dosto Google nich wali blog ko hi jyada importans deta he.
Isi wajah se un blog pr
traffic. Nhi aa Pata.
Or vo blog band kr dete he.
4 step of blogging tips for beginners
Dosto blog banane ke
baad kai blogger apne blog ko dang se
time nhi dete jisse unki blog me trrefic nhi aata he.
Dosto vese to blog ke liye trrefic lane ke liye SEO ki jarurat hoti he.
Pr agar aak roj kuch na kuxh
post apne blog pr daal rhe he tub bhi kuch hud tk trrefic aapke blog pr aa jata
he.
5 step of blogging tips for beginners
Kuch blogger apne blog post
ko 500,,word me khutam kr dete he or post me
adhik imeage ka use karte he.
Yadi dosto aap bhi ye kaam kr
rhe he to ise abhi chod de q ki isse aapke blog
pr bohut bura assar padega jisse aapke blog ki renking khraab ho jayegi.
6 step of blogging tips for beginners
Apne blog post ko kam se kam
1500 word ka jarur likhe jisse blog me
user aane ke baad kuxh time aapke blog me ruka rahe isse aapke blog ka bounse
ret kum hoga or renking bhi achi hogi.
7 step of blogging tips for
beginners
Lite wait them ka use
kare yadiaap apne blog me havy them use
kr rhe he to use abhi edit kr le q ki baad me aapke blog pr iska Asar hoga or
speed khraab hogi
Jisse renking khraab ho jayegi.
Blogging tips
8 step keyword research best blogging tips for beginners
Dosto yadi aap blog post likh
rhe he to usse pahale keyword research jarur kare jisse aap targeted trrefic ko
post me laa sake aa Iske liye Google
keyword planner or ubbersegsee jese free tools ka use bhi kr sakte he.
Ye kuxh ese blogging step of
beginner he jisse koi bhi new blogger apne blog me follow karne ke baad apne
blog pr accha trrefic LA sakta he or earning kr sakta he.
Yadi dosto aap esi kuch
galtiya aa apne blog me kr rhe he to aapko un sabhi chijo pr dhyan dena hoga.
Yadi aap blog post me hi sahi
dhyan denge to aapke blog ko renking me koi nhi hraa sakta. Usse apke blog me accha trrefic आएगा.
0 Comments